Mehndi se likh do re hathon pe sakhiyon mere sanwariya
ka naam (x 2)
Mere sanwarya ka naam
Kitna suhana sama he milan ka
Mujh ko sawarne sai kaam
Mehndi se likh do re hathon pe sakhiyon mere sawariya ka naam
Mere sanwarya ka naam
Jooray mein goondoon re baylay ki kalyaan mujhko
bulaathi hai saajan ki galyaan (x 2)
Aanchal sunheri, Aanchal sunheri bhari maang meri
Aayee vidayee ki shaam
Mehndi se likh do re hathon pe sakhiyon mere sawariya ka naam
(x 2)
Sawan ki pehli laree jab lagay gee, yaadon ki
maikay me halchal machay gee (x 2)
Aayega aise mein, aayega aise mein
Khat mere ghar se sakhiyon ka lekar salam
Mehndi se likh do re hathon pe sakhiyon mere sawariya ka naam
(x 2)
Pankha jhalon tho kanganwa khanke , kanganwa khanke
tho man un ka dharke (x 2)
Dheko lagan mera, dekho lagan mera
Too dena sakhiyon, kaise mein loon un ka naam
Mehndi se likh do re hathon pe sakhiyon mere sanwariya
ka naam (x 2)
Mere sanwarya ka naam
Kitna suhana sama he milan ka
Mujh ko sawarne sai kaam
Mehndi se likh do re hathon pe sakhiyon mere sawariya ka naam
Mere sanwarya ka naam
Taken from a compilation by Rana Rahman for
ShadiSongs.com.